"Afreen Afreen" by Ustad Nusrat Fateh Ali Khan Sahab. The Beauty of this song is mesmerizing vocals, amazing composition & wonderful lyrics. This Song is recently represented on the Coke Studio by Ustad Rahat Fateh Ali Khan Sahab & Momina Mustehsan.
Cover Song Credits:
Singer: Shriram Iyer
Music: Pranshu Jha
Video: Rahul Singhal
Original Song Credits:
Song Title: Afreen Afreen
Singer: Nusrat Fateh Ali Khan
Music Director: Nusrat Fateh Ali Khan
Music Arranger: Uttam Singh
Lyricist: Javed Akhtar
Album: Sangam
Label: Saregama India Ltd.
AFREEN AFREEN (Unplugged Cover) LYRICS
Aisa dekha nahi
Khoobsurat koyi
Jism jaise ajanta ki
Moorat koyi
Jism jaise nigaahon pe jaadu koyi
Jism nagma koyi
Jism khushbu koyi
Jism jaise mehakti hui chaandani
Jism jaise machalti hui raagini
Jism jaise ke khilta hua ik chaman
Jism jaise ke sooraj ki pehli kiran
Jism tarsha hua
Dil kash o dil nasheen
Sandaleen sandaleen
Marmareen marmareen
Husn-e-janaaa ki tareef mumkin nahi
Husn-e-janaaa ki tareef mumkin nahi
Afreen… afreen..
Afreen… afreen…
Tu bhi dekhe agar
Jo kahe ham nasheen
Afreen… afreen..
Afreen… afreen…
Jaane kaise baandhe tune
Akhiyon ke dor
Man mera khincha chala aaya
Teri aur
Mere chehre ki subh
Zulfon ki sham
Mera sab kuch hai piya
Ab se tere naam
Nazron ne teri chhuwa
To hai yeh jaadu hua
Hone lagi hoon main haseen
Afreen… afreen..
Afreen… afreen…